Friday, June 24, 2011

पाठ्य पुस्तक निगम नहीं दे रहा आरटीआई में जानकारी

फेसबुक से मिले अपडेट के आधार पर
Varun Jha
छत्तीसगढ़ पाठ्यपुस्तक निगम में सूचना के अधिकार अधिनियम की धज्जियां उड़ाई जा रही है, आलम यह है कि निर्धारित समय बीतने के बाद भी आवेदक को सही जानकारी उपलब्ध नहीं कराई जाती। विभागीय उच्चाधिकारियों का व्यवहार भी आवेदक के साथ संदेहास्पद है।
·          
Aish Agrawal thats the cg govt
Thursday at 15:26 · Like · 1 person
Ardhendu Mukherjee ye koi nai baat nahi hai..cg mey lagbhag har vibhag ka yahi haal hai..kisi ko kisi baat ka dar nahi hai aur na hi sarokar..sarkar ko isse koi fark nahi padta kyonki 10 saal chala liya aur kismat ne saath diya to phir chala lenge..inki aatma hi mar chuki hai...
Thursday at 17:01 · Like · 1 person
Varun Jha मुखर्जी जी, अति का अंत होता है। इस तथ्य को हमें नहीं भूलना चाहिए। आपका कहना पूरी तरह सही है। आम जनता को मूर्ख समझा जा रहा है।
Thursday at 19:45 · Like · 1 person
Ravi Nishad sahi baat hai varun ji
15 hours ago · Like · 1 person
suchna ka adhikar aam admi ko takatwar banane ke mansha se lagu kiya gaya hai par adhiktar iska upyog chand dhandhebaj log apne vaktigat labh ke liye kar rahe hai ya fir sarkari log ya usse jude log ek dusre ki tang khichne ke liye sunchna...See more
13 hours ago · Like · 4 people
Ritesh Jain main subhash mishra ji ki baat se sehmat hu
12 hours ago · Like
Altaf Husain varun aapko pahle vahan jaa kar milna chahiye aur vastusthiti se avgat hoiye..?????subhash ji ak suljhhe huye jan sampark adhikari rahe hai ....isliye unki baato me dum hai...
12 hours ago · Like
Varun Jha मिश्रा जी, आपने बिल्कुल सही कहा है। जिस प्रकार एक खराब मछली पूरे तालाब को प्रदूषित कर देती है, ठीक उसी तरह सूचना का अधिकार अधिनियम का हाल हो रहा है। हुसैन जी और रितेश जी आपका कहना भी सही है, लेकिन इस चूक को सुधारना होगा। लोगों को सावधान रहने की जरूरत है कि कोई उनका गलत इस्तेमाल कर ले।
12 hours ago · Like
Altaf Husain isliye to bhai aap mishra ji ki baat maano aur vahan milo yaha likhne se aap ko kuchh nahi milega....
12 hours ago · Like · 1 person
Varun Jha संभवतः मिश्रा जी मेरा स्वभाव जानते है, आखिर मैं उनका छोटा भाई जो हूं, जब उनसे मिलने का मन होगा, तो उनसे आदेश नहीं लूंगा, सीधे पहुच जाउँगा।
12 hours ago · Like
Girish Mishra Varun Bhai hamare ghar me chhote bhai itni himakat nahi karte..fir bhi sachchai ka samna karne ki jarurat hai aur rishte itne patle nahi hone chahiye ki kisi swarthvash tut jaye...jaha tak aapka suchna ka adhikaar hai puri tassali se use kariye...kahi kuch mile to bataiyega aur nahi mile to bhai bolkar sharminda mat kijiyega...
10 hours ago · Like

No comments:

Post a Comment